Agar ap blogger hain aur ap apne blog ya website main new widgets ya function dalna pasand karte hain to ap ko apne blogger template main jqyery plugin install karni ho gi.
Jquery plugin kisi bhi blog ya website ka aik bht ehm hisa hoti hai. Without jquery apke latest widgets aur plugins sahi kam nhi karte . For example ap apne blog main pagination function dalna chahte hain to is ke liye apka jquery install karna must hai.
To bina delay kiye chalte hain apni post ki taraf.
Is post mei main apko btaon ga ke apne blogger blog main jquery latest build 3.1.0 kese install karte hain.
Zyada tar websites ya blogger templates main jquery pehle se install hoti hai to sab se pehle ap ye check kar len ke apke blog main jquery installed hai ke nahi hai.
To jquery check krne ke liye neeche diya gaya procedure follow karen.
Checking Procedure:
Step 1: Apna browser open karen or is ke bad www.blogger.com open karen.
Step 2: Left sidebar mai "theme" pe click karen.
[/ajax/libs/jquery/]
Step 4: Jab ap ke samne website html aa jae to cntrl+f press karen aur search main niche diya hua code enter karen
Agr ye code apke template main show ho rha hai to apki jquery install hai aur agar nhi show ho rha to is ka matlab apk website main jquery install nahi hai.
Agar Jquery install hai to congratulation aur nahi install to aage next Procedure follow karen.
Installation Procedure :
Step 1: Ab dobara search main jaen(ctrl+f) aur </head> type kar ke search karen.
Step 2: Ab neeche code box main diya hua code </head> k upar paste kar den.
[<script src="https://ajax.googleapis.com/ajax/libs/jquery/3.1.0/jquery.min.js" type="text/javascript"></script>]
Tasveer Pe click Karke Zoom Karen |
Step 3: Ab save theme pe click kar ke ise dave kar len.
Ye thi hamari post hindi/urdu main .
Agr apko meri post achi lagi to please email ke zariye mere blog ko subscribe ki jie ta ke apke inbox main meri new posts pohanchti rahen.
Hamare sath rahiye ga. Thank you very much for visiting.
COMMENTS